Текст песни Wasey Naik - Ajnabi Mausam


[Chorus]

Ajnabi Mausam lapata fiza
Sunsaan hai waqt ghum na hona

Is safar mein tum tanha nahin
Mein hun hum safar tere sung hi

[Verse 1]

Kyun bezubaa ho tum
Kuch to kaHo Sanam
Saaz-e-dil gungunao sanam

[Chorus]

Ajnabi Mausam lapata fiza
Sunsaan hai waqt ghum na hona

Is safar mein tum tanha nahin
Mein hun hum safar tere sung hi

[Verse 2]

Hoon bekarar abhi
Awaz do mujhe
Pal yeh haseen jeelein hum tum isey

[Chorus]

Ajnabi Mausam lapata fiza
Sunsaan hai waqt ghum na hona

Is safar mein tum tanha nahin
Mein hun hum safar tere sung hi

[Ending]
Is safar mein tum tanha nahin
Mein hun humsafar tere sung hi


Добавить комментарий

Автору будет очень приятно узнать обратную связь о своей новости.

Комментариев 0

Reader With Voice AI

Скачать аппку Авто Озвучка с ИИ

Превратите любую книгу или текст в захватывающую аудиоверсию с Reader With Voice AI — умным приложением, которое читает вслух всё, что вам нравится.